Sunday, 22 January 2017

Akele me agar yaad teri na aye

No comments :
Akele me agar yaad teri na aye,
Toh wo tanhaai kis kaam ki,
Bane na agar bigde rishte,
Toh aisi khudaai kis kaam ki,
Hume apni manzil tak jaana hai beshak,
Magar tum na dikho jaha se, wo uchaai kis kaam ki…

No comments :

Post a Comment